kharab memry card thike karo - MUNNA JEE

Latest

hello i am a tricks boy

ads

Friday, April 19, 2019

kharab memry card thike karo

Hello Friends Aaj Me Aapke Upyogi Behad Acchi Post Leke Aaya Hu.Agar Aap ke Pas Koi Camera ya Mobile Ho Aur Aapne UsmeMemory Card/SD Card lagaya Hoga Aur Apne Usme Acche photo Bhi save kiye hoge.Agar Kisi Karan Aapka Memory card kharab ho gaya to Aapki Mehant Bekar Hi Jayengi.Aapne Usme Acche Photo save kiye hoge Vo chale Jayenge.To Aaj Me Aapko Bataunga Ki Kharab Huye Memory Card Se Image Kaise Recover Kare.Jiha Agar Aapka Memory card Kharab Ho Gaya Ho Aur Aap Apne Photo Recover Karna Chahte Hai To Kar Sakte Hai.

SD Card/Memory Card Kharab Hone ki vajah :-


Aapke Memory Card Kharab Hone Kai Vajahe Ho Sakti Hai Aur Usme Se 2 main Vajah ye Hai.

1. Card Ka Physically Damage Hona

2. Card Ka Logically Damage Hona

Physical Damage:-


Card Physical Tab Hi Damage Hota Hai Jab Card Tut Jata Hai.Aur Dusra Karan Hai Ki Card Ka Chumbakiya Tarang ke Sampark me Aana.

Logical Damage :-


Agar Aapka Card Physical Damage Jo jaye To Aap Ise Recover Nahi Kar Sakte.Lekin Agar Aapka Card Logically Damage Hua Hai to Aap Ise Recover Kar Sakte Hai.

Memory Card Kharab Hone Ke Takniki(Logical) Karan 


1.Kisi Bhi File Ka Transfer Hone Ke Samay Aapka Memory Card Ko Nikal Dena.

2.Virus Se Card Sakramit Hona.

3.Kai Prakar Ke Upakaran Aur Operating System me Card Ka Upyog karna.

1.Kharab Hua SD Card/Memory Card Ka Data Kaise Recover Kare :-


CHKDSK Utility Kai Kharab Hua Part Ko Sudharne Ki Bohot Acchi Tips Hai.Is Tips Se Aap Computer Se Jod Ke Computer Me Ise Dekh Sakte Hai.Aur Aap Kisi Bhi Data Ko Recover Kar Sakte Hai.

Memory Card / SD card par Partishnal Tables Ko Thik Karne Ke Liye, MS DOS me Nimn command ka Upyog Kare :-
chkdsk g: /f /r /x

Maine Yaha g drive ko likha Hai.Lekin Aap Apne System Ke Anusar Ise Badal Sakte Hai.


Note:-
Is Tarah Ke Aadesh Ka prayog partisnal tables ko thik Karne KE Liye jokhim bhara ho sakta Hai kyoko ye andar KE MFT Aur files allocation table me parivartan Karne ke Liye Hai.Yadi Aap Ke Pas Card par Pura Backup Nahi Hai To Aapko is Tips Ko Nahi Apnana Chahiye.

2.Free Open Source Memory Card Recovery Upkaran


Inke Apni Santusti Ke Alag-Alag Star Hai.Free utilities Ki kamiya Bhi isnke Sath JudI Hai.Kuch To Puri Tarah Se Command Prompt Par Aadharit Hai.,Jisse Takniki Rup Se Asaksam upyogkartao ke lye Inka Upyog Kafi Kathin Hai.Iske alava much mamlo me,Ye Kharab Hua memory card Ki pahchan Karne meunsuccessful ho jata Hai.card KE file system corrupt hone Ki is sthiti me ye Kam Nahi Kar Sakte Hai.

3.Memory Card / SD Card Recovery Ka Upyog :-


Upar Ke Sabhi Tariko Me Se An tak Ka Tabse Accha,Surakhit Tarika Ye Hai.Kisi Bhi Memory Card /SD card Ko Recover Karne Best Tarika Hai.Stellar Data Recovery  ye Aisi company Hai Jo Kisi Bhi Corrupte Memory card Ke Image, Video, Audio ko recover Kar Sakta Hai.

To Aap Upar KE In Tariko Ko Aajma Ke Aapke Kharab Hua Memory Card Ke Data Ko Recover Kar Sakte Hai.

Aapko Meri Ye Post Kaisi Lagi Agar Aapko Koi Bhi Problem Ho To Aap Niche Comment me like Sakte Hai.Aur Aap Ise Social Media Pe Share Bhi Kar Sakte Hai.

No comments:

Post a Comment