onlion visa card bnao - MUNNA JEE

Latest

hello i am a tricks boy

ads

Thursday, April 11, 2019

onlion visa card bnao

Card Ko Online Shoping Ke Liye Istamal Kaise Kare
Aap Sabhi Ka Pehla Sawal Yehi Hoga Agar Hum Is Card Se Shopping Karenge Toh Paise Kaha Se Cut Honge To Me Aapko Bata Du Aapko Sabse Pehle FreeCharge App Mein Money Add Karni Hogi Uske Liye Aap Kisi Se Money Add Karwa Sakte Hai Jis ke Paas Credit Card Ho Aap usko Paise De Kar FreeCharge Wallet App Mein Money Add Karwa Sakte Hai Fir Paise FreeCharge wallet Mein Se Cut Honge Jo Aapne Add Karwaye Honge
Is Card Se Online Payment Karne Ke Liye Credit Card Ka Option Select Kare Fir Usme Aapna Card No. Vaild Till Date aur CVV Enter Karke Proceed To Checkout Par Click kare Fir Aapne Jis No. Se FreeCharge App Mein Register Kiya Hoga Usme Ek OTP Code Aayega Usko Enter Kare Fir Aapki Payment Ho Jayegi.
Aap Iski Maddad Se Online Bills, Recahrges Aur Online Shopping Badi Asani Se Kar Sakte Hain Iske Liye Aapko Koi Bank Account Bhi Nahi Kholna Padhega.
Aapko Online Credit Card Kaise Banaye Android Mobile Par Post Kaisi Laggi Comment Karke Zarur Btaye Agar Koi Problem Aa Rahi Ho Toh Comment Karke Puch Sakte Hai, Agar Apko Yeh Jaankari Achi Laggi Toh Isko Share Aur Like Jarur Kare New Latest Updates Apne Email Me Paane Ke Liye Subscribe Jarur Kare

No comments:

Post a Comment